Gopiyon Ke Sang Raas Rachave,
Murli Bajake Mann Harshave,
Murli Bajake Mann Harshave,
Hai Ye Natkhat Nand Gopal...
Wish U A Very Happy Janmashtmi!!
Maakhan Churakar Jisne Khaya,
Bansi Bajakar Jisne Nachaya,
Khushi Manao Unke Janm Ki,
Jisne Duniya Ko "Prem" Sikhaya.
| HAPPY JANMASHATMI |
Dekho Phir Janmashtmi Aayi Hai,
Maakhan Ki Handi Ne Phir Mithas Badhai Hai,
Kanha Ki Leela Hai Sabse Pyari,
Wo De Tumhe Duniya Bhar Ki Khushiya Sari.
| Happy Janmasthmi |
Nand Ke Ghar Anand Hi Anand Bhayo,
Jo Nand Ke Ghar Gopal Aayo,
Jai Ho Murli Dhar Gopal ki,
Jai Ho Kanhaiya Laal Ki
| Happy Janmashtami |
Shri Krishna Ke Kadam Aapke Ghar Aaye....
Aap Khushiyon Ke Deep Jalaaye...
Pareshani Aapse Aankhe Churaye...
Krishna Janmotsav Ki Aapko Shubh Kaamnaye...
Aap Khushiyon Ke Deep Jalaaye...
Pareshani Aapse Aankhe Churaye...
Krishna Janmotsav Ki Aapko Shubh Kaamnaye...
| Happy Janmashtmi |
Krishan Ki Mahima,
Krishan Ka Pyar,
Krishan Me Shraddha,
Krishan Se Sansaar,
Mubarak Ho Aapko,
Janmasthami Ka Tyohar...
SHRI KRISHAN Ki Kripa Aap Par Sada Bani Rahe...
Ae Manohar Bansiwale,
Kuch Aesi Bansi Suna,
Sur Thambh Jae,
Raag Thambh Jae,
Shaanti Ho Jae,
Har Sans Tuze Pukare,
AVTAR Jaldi Le...Le...Krishna Kanhaiya Laal Ki Jay...
Krishna Jiska Naam Hai,
Gokul Jinka Dhaam Hai,
Aese Bhagvan Ko Ham Sab Ka Pranam Hai...
| HAPPY JANMASHTAMI |
| Happy Janmashtami |
May Lord Krishna Showers
All His Blessing On You.
May You Get A Lot Of Happiness In Life...
| Jay Shri Krishna |
Krishna Ki Shakti Aur Bhakti Se
Aapko Khushi Ki Bahaar Mile,
KRISHNA Ki Kripa Se Har Kadam Per Safalta Mile...
| HAPPY JANMASHTAMI |
If Things Are Happening According To Your Wish,
You Are Lucky But If Not ITS Happening
According To Krishna's Wish...HARE Krishna...
| Happy Janmashtami |
Nand Ghar Anand Bhayo,
Jay Kanhaiya Laal Ki,
Hathi Ghoda Palki,
Jay Kanhaiya Laal Ki...
Aap Ko Aur Aapke Parivar Ko Janmashtami Ki Shubhkamnaye...
Natkhat,
Maakhan Chor,
Yashoda Ka Dulara,
Maakhan Chor,
Yashoda Ka Dulara,
Krishna Aaya Hai...
Mubarak Ho Apko Janmashtami Ka Tyohar...!
| Happy Janmashtami |
No comments:
Post a Comment